Haale dil !!
Monday, September 12th, 2005Haale dil kya sunayen yaar ko,
Kahin khoyaa saa rehta hai,
Neend nahi aati raaton ko,
Din mein soya sa rehta hai.
Har pal sochta hai kis ko,
Kis ka har pal nagma kehta hai,
Kabhi aansoon kabhi khushi,
Anjaaan dariyaa mein behta hai.
Dil chaahta hai kis ko,
Kis ki ummid mein rehta hai,
Tarsata hai didaar-e-yaar ko,
Judaai kaa gam sehta hai.
Tufaan laa diyaa […]
The virtue of reason, the value of knowledge, and the influence of faith in my own ability to dream and achieve some...Quest of Life